In ankhon ki masti ne,
andhe to lakhon kar diye,par pagal ek "akela main".
In pyari si baaton ne,
anjaane to lakhon kar diye,par deewana ek "akela main".
In meethe meethe hothon ne,
ghayal to lakhon kar diye,par ranjha ek "akela main".
Is chardi hui jawani ne,
behosh to lakhon kar diye,par hosh me ek "akela main".
Is patle se badan ne,
hulaare to lakhon maar diye,par zaan se ek "akela main".
Apke ishq ne,
aagaaz to lakhon kar diye,par vakif ek "akela main".